Skip to main content

Posts

Showing posts from May, 2018

Online पैसे कैसे कमाए ?

Hello friends aap ka swavat hai ek baar fir Se hamare is post me Friends mai is post me Bataunga ki aap apne mobile se ghar Baithe video Bna kar ke Achchi income kaise kar sakte hai To start karte hai to aap ko playstore se 'vigo video' app download kre isko  apne facebook Account se ke sath login kr le ab aap isme apni video publish kar sakte hai Isme Bahot sare filters aur bbi Bahot sare option milenge  Isme aap funny video publish kar sakte hai aur sath me dekh Bhi sakte hai Bahot kamal ki app hai mai ise use kar rha hu achchi Earning bhi kar rha hun isi liye aap ko bhi bta rha hu ki mere sath aap bhi earning kre maine iski video apne you tube chhannel par Bahot jaldi publish karne wala hu mai apne youtube chhanel ki link Diye de rha hu wha se jakar aap video bhi jakar dekh sakte hai  Agar aapko meri ye post pasand aayi to comment kar ke zaroor Bataye  you tube par video upload kar diya hai aap jakar whan se dekh sakte hai link  https://youtu.be...

चोर का बाप भी नही चुरा पायेगा आपका फ़ोन

हेल्लो दोस्तो आपका स्वागत है । Friends mai aaj apko is post me Bataunga Ki aapka phone chori hone se kaise bach sakta hai uske liye aapko 1 application Download karna hoga jo ki google play store par available hai jiska name hai !Dont touch my phone! Is app ko apne phone me install kar lena hai Iske baad app ko open karte hai to open karne k baad aisa page open hoga phone me switch k option par click kar k phone ko rakh de jaise hi koi aapka phone touch krega aapke phone se sayyren Bajne lagega  Jisse aap alert ho jayegen chor pakda jayega  To friends aapko ye post kaisi lgi comment kar ke zaroor Bataye Youtube video link Down me https://youtu.be/3sWanu55pFI

HOW TO DOWNLOAD YOUTUBE VIDEO DIRECT GALLARY OR MEMORY CARD

HELLO FRIEND AAJ MAI AAP KO BATAUNGA KI AAP YOUTUBE KI VIDEO KO APNE PHONE ME OFFLINE NA SAVE KARKE DIRECT GALLARY YA MEMORY CARD ME KAISE DOWNLOAD KRENGE TO START KARTE HAI SABSE PAHLE AAPKO APNE MBILE PAR 1 APPLICATION DOWNLOAD KARNA HOGA JISKA NAME HAI VIDMATE ISKO DOWNLOAD KARNE K BAAD  AAP APNE YOUTUBE KI KOI SI VIDEO KO DOWNLOAD KAR SAKTE HAI APPS KI LINK MAI DEIYE DE RHA HU YHA KYU KI PLAYSTORE PAR YE APPS AVAILABLE NHI HAI APPS LINK...                         http://www.vidmate.mobi/puredownload?p=Mjg&f=wh&s=vidmate&ref=wa APPS DOWNLOAD HONE K BAD AAP APNE YOUTUBE ME JAKKER SHARE K OPTION PAR CLICK KRE AUR DOWNLOAD VIDEO PAR OK KRE ISKE BAAD AAP VIDMATE ME ENTER HO JAYENGE WHIN SE AAP VIDEO KO DOWNLOAD KAR LE                                                    ...